Sunday, June 30, 2019

Sad shayeri

مــــــیری مجبوریــوں کو مـــــیری بد قسمتی مت ســـــمجھنا

    💕 دوست 💕

  �ھـــــم ان راھــــوں سے بھی گـــــزرے ھے جہاں قســــــمت تو کیا ســـــایہ بھی ساتھ چــــــھوڑ دیتا ھے                                   

[01/07 02:44] Saji: Tujhe pyaar Karna nahi aata 
Mujhe pyaar karne Ke Siva kuch nahi aata
Tujhe pyaar Karna nahi aata 
Mujhe pyaar karne Ke Siva kuch nahi aata

Jeene Ke sirf do hi tareeqey hai
Ek tujhe nahi aata ek Mujhe nahi aata
[01/07 02:44] Saji: خدا جانے کن مجبوریوں کا قیدی تھا وہ؟
 
بےوفا تو نہیں تھا لیکن چھوڑ گیا،
بےوفاؤں کی طرح!!!
💔زیادہ ہی نفرت کرنے لگا ہے۔۔۔۔۔ یہ زمانہ ھم سے،،

اُن سے کہہ دو کہ حُسن نہ سہی #دل تو ھم بھی رکھتے ھیں،،



Saturday, September 29, 2018

Hadees

Kya tumhe nahi pata ke aasmano aur zameen ki badshahi Allah ki hi hai aur Allah ke siwa tumhara koi bhi himayati aur madad karne wala nahi hai.
(para-2, sureh-Al-bakra, ayet no. 106)

2. Quran

Jo log iman laye, aur hizrat ki aur Allah ki rah me apne maal aur apni jano se jihad kiya Allah ke liye (unke liye) bada darza hai. Aur wahi hai jo murad (Qamiyabi hasil) wale hain. (Para-10, sureh-at-tawba, ayet no-20)

3. Quran

Jo koi akhirat ki kheti chahata hoga, ham usse uski kheti mai badhotri (Barkat) karege. Aur jo koi duniya ki kheti chahata hoga, usse usmai se dege aur uska akhirat mai koi hissa nahi. (para – 25, sureh – As-sura, ayet no – 20)

Hadees :

Nu’man bin Bashir(R.A.) se riwayat hai ki Rasoolullah(S.A.W.) ne farmaya: “Qayamat ke din Jahannami logon me sabse kam azaab paane waala wo shakhs hoga jiske dono pairon ke neeche aag ke angaare rakh diye jaayenge, jis ki wajah se us ka dimaag haandi ki tarah khaulega.
Sahih Al-Bukhari(Hadees No.6562)

Hazrat ALI (RaziAllahu Ta’ala Anhu) Irshad Farmate Hain:

“Hamesha Apni Chhoti- Chhoti Galtiyon Se Bachne Ki Koshish Karo Kiyun Ki Insan Pahaadon Se Nahi Chhote Pat’thron Se Thokar Khata Hai”

Thursday, September 27, 2018

Islami topic

t this time, a very respected Sahaabi, Hadrat Haatib bin Abu Balta’a (Radiyallahu Anhu)” wrote a letter to the Quraish stating that RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) was preparing for war and that they should be aware fo this; then giving it to a woman to take to Makkah. Allah (Subhan Wa Taala) has blessed his beloved Prophet with Ilm-e-ghaib (the knowledge of the unseen), through which he knew of Hadrat Haatib bin Balta’a’s (Radiyallahu Anhu), letter, and hence, ordered Hadrat Ali, Zubair and Miqdaad (Radiyallahu Anhuma), to proceed to a place called Rauda of Makkah where they shall find a woman carrying a letter, and to confiscate it. After racing their horses to the area and finding the woman, she refused to hand it over, when Hadrat Ali (Radiyallahu Anhu)replied, “Oath on Allah (Subhan Wa Taala)! RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) can never be a liar, and neither are we liars. Hand over the letter to us or else we’ll make you naked and search you.” This startled the aldy who, now forced, then handed over the letter – taking it out from the bun of her hair. When it reached the Holy Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam), he called Hadrat Haatib bin Blata’a (Radiyallahu Anhu) and asked, “Why did you do this?” The Sahaabi replied, “Ya RasoolAllah ( Sallallahu Alaihi Wasallam), don’t make haste in passing judgement on me! I have not changed my religion nor have I forsaken Islam. My wife and children are still in Makkah and I have no relatives there to look after them – every Muhaajir besides me has a relative there ‘to protect their respective families. The reason for writing this letter was so that the Quraish be obliged to me for alerting them about any attacks. For this, they’d feel sympathy for me and not treat my family members badly. Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam)! My imaan is that Allah (Subhan Wa Taala) shall grant defeat to the Kuffaar and that my letter will be of no benefit to them.” The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) heard the justification for his action by him and accepted it. Hadrat Umar (Radiyallahu Anhu) however, amongst other Companions who had also become enraged, saw the letter and infuriatingly said, “Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam)! Grant me permission to slay this hypocrite’s neck!” Yet the mercy of Rahmatullil-Aalameen could not hold any disregard for his beloved companion, and said, “O Umar (Radiyallahu Anhu), don’t you know that Haatib (Radiyallahu Anhu) fought at Badr, and that Allah (Subhan Wa Taala) has said regarding those Mujaahideen: ‘Do as you wish, you will not be sentenced for it.” Thus, Hadrat Umar (Radiyallahu Anhu) humbly submited with tears in his eyes, saying” Allah (Subhan Wa Taala) and His Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) know best).” The following verse of the Holy Quran was revealed regarding this very incident,

Saturday, September 22, 2018

Madinah pak

Madinah pak jahan hmary payare nabi pak ka roza mubrk hai madinah pak bhut khobsort city hai roza pak par jany say dil ko bhut sakoon milt hai jinnat baqiah subh fajar time kholty hi sahaba karam ke zehrt krty hain jinnat baqiah mein hmmry nabi pak( SAW) KE PAYAARI BETI HAZART FATIMA KA ROZA MUBARAK BH HAI IS KY ALWA IMAM HUSSAN KE QABAR MUBARAK BH JANNAT BAQIAH MEIN HAI  HMRY PAYARE NABI KY BETI HAZART IBREHIM KE QABR MUBARAK BH JANNAT BAQAH MEIN HAI OR  BHUT SAY SAHBA KE QABR MUBARK JINNAT BAQIAH MEIN HAI

Monday, November 13, 2017

As salam alakum
Aj hmmm jis topic pr bat kry woh bhut he zarooori hai kyun ky bhut say logo ko is ka pta ni hota bhir jany sy ply pori infrmatiom lany chye jany hmry pakistni kam krny say ply nahi sochty kam krny ky bhd sochy gy jab bh koi bhur anu ka sochy ply yah zaroor yah hai ky jis kam mein ja rahy ho woh kam kasa hai salry kitny hi compny ke kya position hao compny ky kya halat hai jasa ky aj kal ky saudi ky halat chal rahy in halat mein bhut soch samj kr saudi kisi bhb kam ana chye compny ho ya azad ho aj kal sab ky halat achy nahi ja rahy bhut se compny nay apny worker wapis bhj day hain jo bachy hain in ko rooom mein batha dia hai aj kal to visa bh bhut ja rahy hain pakistan or log laga tar aa ragy haon jis banday ko samjho na na awo yah halat kharab hi woh bolta hai ap jhoooot bol rahy ho ap kam kr rahy ho pasay kama rahy ho kyun ide pakistan mein bathy hain un ke samj nahi aue gy kyun jab hammm bh aye thy yah he hal tha lakan hmmm jab 2013 mein aye thy bhut achy halat thy sab kam chal rahy thy makkah or madinah ka  kam chal raha tha sab kam chal rahy thy compny kay halat bh achy thy sab compny time say salry day rayy thy pakistan meim jo agent hain pasa kamny ky lay logo ko jhooot bolo daty hain compny kay halat achy hain salry day rahy agent logo nay apana karobar banua howa hai pasy lay kr logo ko bhj daty hain idr aa kr 2 mah bhd yah3 mah bhd compny khoroj laga daty hai mery samny logo ka khoroj laga 1 mah bh nahi howa tha aye hovy 2 lakh lga kr aye thy mera ap ko yah he mashwara hai jis kam mein jeo apna pori tasali kr lo salry kitny hai halat kasy hain kyun mein nay bhut sat pakistani ko roty dakha hai bhir any say ply agent to bata do agr compny nay agrrement say ply bhj dai to visa kay sary pasy wapis lo ga

Friday, November 10, 2017

Deen dar

As salam aj hemara topic hai nabi pak ke zindgi ke malomat
Hmry nabi pak(  SAW) ka bachpan makkah mein guzara hai ap ke jab waldat hui to makkah mein quresh khadan mein yah rwaj tha bacha daye ko sonp dia jata tha is dor mein ama helma bh apni uthoni lay kr makkah rwana ho gy bacha god lany ky lay jaaty smamu uthni ke raftar bhut kam they qafla bhut agay nakl gia helma ke uthni bhut pichy rah gy brahal asata asta apni manzal ke trf barh rahy thy sab jab amma helma makka pouchy to sb bacho god mein lay lia srf hmry payary nabi pak ko abhi tak kisi nay god nahi is waja yah thy ky ap bachpan mein yatem ho gy thy kisi nay ap ko god nahi lya ama helama ky naseeb achy thy jab ama helama ny nabi pak ko god laya to makkah say wapis aye to woh he uthni jo aty samy sab say pichy thy jaty samy sab say agy agy ja rahy thy sab haran parshan ky yah uthni itni tez kasy ho gy khr un ko kya pta tha ky uthni pr sab nabi ky sardar bathy hain ama alma wpis aa gy ama helam ke 1 beti thy nabi pak jab say ama helama ky ghr aye ama helma ke qesmat khul gy woh bakrian jo dood nahi daty thy aj in ky nachy bhut dood ho gai sab ghr waly khoob pait bhr kr pe bh laty or bach bh jata  ama helma ke beti jab bakrian charny jaty to 1 din ap apni amma say bolty hain ky mein apni bhi ko sath lay jeo woh lay jaty hain kya dakhty hai jdr jdr nabi pak jaty usman say badal ka tokara sath sath jata hi jhow krta hai or bakri sab char kr ap ky passs aa kr bath jaty hain hmry nabi pak ni bachpan mein bakriyan charye hain sunnat hai yah aj kal jo bakruan charty hain un ko acha ni samjha jata lakan yah sunnat hai jo kam hmary nabi pak nay kaye hain um pr aml krna sunnat hai or jo bt nabi pak ny farmye hai woh hadees us ka koi inkar nahi kr sakta nabi ka chera noor sy bhra tha hmry payare nabi pak itny imaadar thy ky dushman bh ap ka yaqeen krty ap ky pass saman rakh laty hmry nabi pak janwro say bhut payar krty thy habib yamni jo yameen ka badsah us ke beti bhut bemar thy gosht ka lothra thy lakan bhir kisi ko koi khbar nahi they habi yamni ap ky pass aye to bolty hain ka ap muj chand ky 2 tukry kr dakhy ap ny farmaya is din ko pharey pr aa jana idr habib yamni bh aa gia ap ky sath sahba bh sath ap( SAW) nay chand ke traf ungli ke chand ky 2 tukry ho gy 1 tukara ap ky qadmo mein aa gura habi yami bh ap ky qadmo mein gir gia or islam qabool kr lya

Thursday, November 9, 2017

Hadees

Aj ka topic ha hadees

شقیق سے مروی ہے کہ میں عبد اللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ اور ابو موسیٰ اشعری رضی اللہ عنہ کے پاس بیٹھا تھا ابو موسیٰ رضی اللہ عنہ نے اُن سے کہا: اگر ایک شخص کو جنابت ہو اور ایک مہینے تک پانی نہ پائےکیا وہ تیمّم کرلے اور نماز پڑھے۔عبد اللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ نے کہا: وہ تیمّم نہ کرے اگرچہ ایک مہینے تک پانی نہ پائے ( اور نماز موقوف رکھے ) تب ابو موسیٰ رضی اللہ عنہ نے کہا: پھر تم اس آیت کو کیا کرو گے جو سورت مائدہ میں ہے۔ اگر تم پانی نہ پاؤ تو پاک مٹی پر تیمّم کرلو۔ عبد اللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ نے کہا: اگر ان لوگوں کو جنابت میں تیمم کی اجازت دی جائے تو عنقریب ایسا ہوگا جب اُن کو پانی ٹھنڈا معلوم ہوگا وہ مٹی سے تیمم �


سعید بن عبدالرحمٰن بن ابزی اپنے والد سے روایت کرتے ہیں کہ ان کے والد نے کہا: ایک شخص حضرت عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ کے پاس آیا اور کہنے لگا اگر مجھ کو جنابت ہو اور پانی نہ ملے تو کیا کروں حضرت عمار بن یاسر رضی اللہ عنہ نے حضرت عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ سے کہا: تم کو یاد نہیں ہم تم دونوں ایک سفر میں تھے (اور ہمیں جنابت ہوئی) تم نے تو نماز ہی نہیں پڑھی اور میں مٹی میں لوٹ پوٹ ہوا اور نماز پڑھ لی۔ پھر میں نے نبیﷺ سے یہ بیان کیا ۔ آپﷺ نے فرمایا: تمہارے لیے اتنا کافی تھا پھر آپﷺ نے اپنی دونوں ہتھیلیاں زمین پر ماریں اور ان کو پُھونک دیا پھر منہ اور دونوں ہاتھوں پر مسح کرلیا ۔

Tuesday, November 7, 2017

Totkay

As salam alakum
Zindgi guzrny ky kuch aslo hoty hain kushgwar zindgi guzarny kay lay kush rahan bhut zaroori hai insan ko har waqt kush rahan chye Allah pak jis hal mein rakhy kush rahan chye insan ko sabr krana chye jitny bh mushkla halat hon sabr ka damn hth say na jany day insan ke zindgi mein bhut say up down aty hain insan ko sabr krna chye sabr ka phal metha hota hai har muslman pr 5 time ke namaz farz hai 5 time namaz prhy chye is say insan ke sayet takh rahy gy sabzi zayada istmal kry kyun ky sabzi mein vitamin ahoty hain jo insan me sayet ky lay bhut fada mand hain is ky sath furit bh khana chye khjor ka istmal nashta krnu say ply 2 khjor lazmi kha lany chye insan ko bhut taqet milty hai subh ky time chanu bh khany chue bhuny hovy is say ap ke mardan taqat bary gy